SlideShare ist ein Scribd-Unternehmen logo
1 von 7
HRELATE.COM
Dill Benefits in Hindi: Jane Soa Ke Adbhut
Swasth Laabh
• Soa ek aesi sabji hai jo pure saal ugti hai. Iski pattiyo ke sath-sath iske beej ka prayog
duniya bhar mai masale ke rup mai kiya jata hai. Soa ko Umbelliferae parivar ka ek sadsya
kaha jata hai jo ki ajvain, jeera, sonf aadi ka ek samuh hai.
• Soa ki ghaas ko badhne ke liye tej garmi wala vatavaran aur aur bahut pani wali upjau mitti
ki aavashyakta hoti hai. Yeh 2 se 3 feet lamba hare rang ka poudha hota hai. Iska swad
thoda meetha aur yeh acchi sugandh wala hota hai.
• Soa ka prayog masale ke alava achaar, salad aur soup banane mai bhi kiya jata hai. Iske
sath-sath isme audhdhiya gun bhi hote hai. Soa mai monoterpenes yogik, flavonoids,
minerals aur amino acid bhi paya jata hai.
• Iske alava soa ke kai swasth labh bhi hote hai jaise yeh hamare pachan tantra ko majbut
banata hai, anidra ki samasya dur karta hai aadi. Yaha tak ki yeh dast, cancer, pechish,
saans aur masik dharm sambandhi sambandhi bimariyo ko bhi dur karne mai madadgar
hai. Iske alava iske aur bhi swasth laabh ke bare mai janne ke liye yaha padhiye Dill Benefits
in Hindi aur rakhe apne aap ko fit aur swasth.
hrelate.com
hrelate.com
Dill Benefits in Hindi: Jane Soa Ke Adbhut Swasth Laabh
hrelate.com
• Pachan Tantra Ko Thik Kare
• Soa, khud ek appetizer hai aur iska prayog culinary application mai kiya jata hai. Isme
tel ki aavashyak matra payi jati hai jo ki pitt aur pachak ras ko sakriya karne mai
madad karti hai. Sath hi yeh tel hame kabj se rahat pradan karne, aanto ko vratto mai
sikudne par majbur karne aur mal ka tyag karne mai sahayata karte hai.
• Anidra
• Soa mai mojud limonene aur yujinol tel mai vitamin B complex ki matra payi jati hai.
Jo ki hamare sharir mai nind ko badhava dene wale hormones ko badhava dete hai
jisse raat mai acchi nind aati hai. Iss wajeh se yeh jinn logo ko anidra ki bimari hoti hai
unke liye yeh bahut hi faydemand hota hai.
• Haddiyo Ko Majbut Kare
• Soa mai calcium ki acchi matra hoti hai jo ki hamari haddiyo ko majbut banane aur
unhe majbut banane wale minerals ko badhane mai madad karta hai. Osteoporosis ek
aesi bimari hai jisse har sal lakho log prabhavit ho rahe hai, aur iske hone ka pramukh
karan logo mai calcium aur vitamin D ki kami hona hota hai. Rojana soa ka sevan
karne se iss bimari ko badhne se roka ja sakta hai.
hrelate.com
• Madhumeh
• Madhumeh rog se pidit vyaktiyo ke liye bhi soa bahut hi labhkari hota hai. Iski pattiyo aur
beej mai limonite (jisme antiseptic gun hote hai) aur yujinol (jisme samvedanahari gun hote
hai) moujud hota hai jo ki sharir ke liye faydemand hote hai. Yeh tel shair mai sharkara ki
matra ko kam karne aur insulin ke leval ko banaye rakhne mai madad karte hai.
• Metabolism Ko Majbut Kare
• Kai Prakar ke Dill Seeds benefits bhi hai. Iske beej ke nikale gaye tel mai vaathar, pachak aur
keetanunashak gun bhi hote hai. Iske alava isme riboflavin, folic acid, beta-carotine, vitamin
A aur vitamin C ki bharpur matra hoti hai jo ki sharir ke metabolim ko majbut banane mai
madad karte hai.
• Hichki Ko Dur Kare
• Vyaktiyo ko kisi prakar ki allergy, sakriyta aur tantrika tantra ke kharab hone par hichki aane
ki samasya ho jati hai. Ise dur karne ke liye ek chammach soa ke powder ko pani mai gholkar
pine se aaram milta hai.
hrelate.com
• Ghav Bharne aur Jalne Mai Faydemand
• Soa mai anti-bacterial aur anti-septic gun hote hai jo ki sharir ko kisi bhi prakar ke bahri aur
antarik sankraman se ladne mai madad karte hai. Iske alava kisi prakar ki chot, ghav ko
bharne aur jalne par hone wale sankraman ko rokne ke liye soa ke bijo ka prayog kiya jata hai.
• Gathiya Rog
• Gathiya rog ko dur karne ke liye soa ek jadi-buti ki tarah kam karta hai. Isme upasthit anti-
inflammatory gun ke karan iska upyog prachin kal se shair ki sujan, gathiya rog aur isse hone
wale jodo ke dard ko dur karne mai kiya ja raha hai.
• Dill Benefits in Hindi: Anya Behtarin Fayde Inhe Bhi Jane
• Soa mai flavonoids jaise jaruri tel ki matra hoti hai jo ki mahilao ke masik dharm ke chakra ko
niyamit rup se banaye rakhne aur blood ke niyamit pravah ko badhava dene wale hormones
ko badhane mai madad karti hai.
• Soa ke beej aur pattiyo mai anti-bacterial aur anti-oxidant gun hote hai. Yeh gun daant aur
daadh mai lagne wale keede aur muh ke sankraman se bachane mai madad karta hai.
• Sharir mai fungul infection ke karan pechish ki samasya hona aam bat hai. Isse chutkara pane
ke liye soa ki pattiyo aur beej ka istemal kare.
hrelate.com
• Soa mai potassium, copper, manganese jaise khanij padarth hote hai jo ki sharir ki koshikao,
uchh raktchap aur hriday ki dhamaniyo ki gati ko niyantrit karne mai madad karte hai.
• Isme calorie ki bahut kam matra payi jati hai jo ki cholesterol ke leval ko kam karne mai
madad karta hai. Sath hi isme kai prakar ke anti-oxidant, fiber, niacin jaise aavashyak tatv
hote hai jo ki cholesterol ke star ko niyantrit karne mai madad karte hai.
• Soa, hare rang ki sabjiyo mai gina jata hai. Iska hara rang, sharir ki prakriyao ko sakriya karne
aur free radicals ko bahar nikalne mai madad karta hai jisse hriday rog aur cancer jaisi
samasyao se bacha ja sakta hai.
Upar aapne jana Dill Benefits in Hindi. Yadi aap bhi upar di gayi bimariyo se pareshan hai to aaj
se hi apni dincharya mai soa ka istemal shuru kare aur rahe swasth.

Weitere ähnliche Inhalte

Mehr von cshradhha

Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbicshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbecshradhha
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upaycshradhha
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasthcshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajancshradhha
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundarcshradhha
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasthcshradhha
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Faydecshradhha
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptomscshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantcshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during periodcshradhha
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabhcshradhha
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for womencshradhha
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosterscshradhha
 
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur UpayeDeafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upayecshradhha
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiyecshradhha
 

Mehr von cshradhha (20)

Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for women
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosters
 
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur UpayeDeafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
 

Dill Benefits in Hindi: Madhumeh aur Cancer Se Bachaye Soa

  • 1. HRELATE.COM Dill Benefits in Hindi: Jane Soa Ke Adbhut Swasth Laabh
  • 2. • Soa ek aesi sabji hai jo pure saal ugti hai. Iski pattiyo ke sath-sath iske beej ka prayog duniya bhar mai masale ke rup mai kiya jata hai. Soa ko Umbelliferae parivar ka ek sadsya kaha jata hai jo ki ajvain, jeera, sonf aadi ka ek samuh hai. • Soa ki ghaas ko badhne ke liye tej garmi wala vatavaran aur aur bahut pani wali upjau mitti ki aavashyakta hoti hai. Yeh 2 se 3 feet lamba hare rang ka poudha hota hai. Iska swad thoda meetha aur yeh acchi sugandh wala hota hai. • Soa ka prayog masale ke alava achaar, salad aur soup banane mai bhi kiya jata hai. Iske sath-sath isme audhdhiya gun bhi hote hai. Soa mai monoterpenes yogik, flavonoids, minerals aur amino acid bhi paya jata hai. • Iske alava soa ke kai swasth labh bhi hote hai jaise yeh hamare pachan tantra ko majbut banata hai, anidra ki samasya dur karta hai aadi. Yaha tak ki yeh dast, cancer, pechish, saans aur masik dharm sambandhi sambandhi bimariyo ko bhi dur karne mai madadgar hai. Iske alava iske aur bhi swasth laabh ke bare mai janne ke liye yaha padhiye Dill Benefits in Hindi aur rakhe apne aap ko fit aur swasth. hrelate.com
  • 3. hrelate.com Dill Benefits in Hindi: Jane Soa Ke Adbhut Swasth Laabh
  • 4. hrelate.com • Pachan Tantra Ko Thik Kare • Soa, khud ek appetizer hai aur iska prayog culinary application mai kiya jata hai. Isme tel ki aavashyak matra payi jati hai jo ki pitt aur pachak ras ko sakriya karne mai madad karti hai. Sath hi yeh tel hame kabj se rahat pradan karne, aanto ko vratto mai sikudne par majbur karne aur mal ka tyag karne mai sahayata karte hai. • Anidra • Soa mai mojud limonene aur yujinol tel mai vitamin B complex ki matra payi jati hai. Jo ki hamare sharir mai nind ko badhava dene wale hormones ko badhava dete hai jisse raat mai acchi nind aati hai. Iss wajeh se yeh jinn logo ko anidra ki bimari hoti hai unke liye yeh bahut hi faydemand hota hai. • Haddiyo Ko Majbut Kare • Soa mai calcium ki acchi matra hoti hai jo ki hamari haddiyo ko majbut banane aur unhe majbut banane wale minerals ko badhane mai madad karta hai. Osteoporosis ek aesi bimari hai jisse har sal lakho log prabhavit ho rahe hai, aur iske hone ka pramukh karan logo mai calcium aur vitamin D ki kami hona hota hai. Rojana soa ka sevan karne se iss bimari ko badhne se roka ja sakta hai.
  • 5. hrelate.com • Madhumeh • Madhumeh rog se pidit vyaktiyo ke liye bhi soa bahut hi labhkari hota hai. Iski pattiyo aur beej mai limonite (jisme antiseptic gun hote hai) aur yujinol (jisme samvedanahari gun hote hai) moujud hota hai jo ki sharir ke liye faydemand hote hai. Yeh tel shair mai sharkara ki matra ko kam karne aur insulin ke leval ko banaye rakhne mai madad karte hai. • Metabolism Ko Majbut Kare • Kai Prakar ke Dill Seeds benefits bhi hai. Iske beej ke nikale gaye tel mai vaathar, pachak aur keetanunashak gun bhi hote hai. Iske alava isme riboflavin, folic acid, beta-carotine, vitamin A aur vitamin C ki bharpur matra hoti hai jo ki sharir ke metabolim ko majbut banane mai madad karte hai. • Hichki Ko Dur Kare • Vyaktiyo ko kisi prakar ki allergy, sakriyta aur tantrika tantra ke kharab hone par hichki aane ki samasya ho jati hai. Ise dur karne ke liye ek chammach soa ke powder ko pani mai gholkar pine se aaram milta hai.
  • 6. hrelate.com • Ghav Bharne aur Jalne Mai Faydemand • Soa mai anti-bacterial aur anti-septic gun hote hai jo ki sharir ko kisi bhi prakar ke bahri aur antarik sankraman se ladne mai madad karte hai. Iske alava kisi prakar ki chot, ghav ko bharne aur jalne par hone wale sankraman ko rokne ke liye soa ke bijo ka prayog kiya jata hai. • Gathiya Rog • Gathiya rog ko dur karne ke liye soa ek jadi-buti ki tarah kam karta hai. Isme upasthit anti- inflammatory gun ke karan iska upyog prachin kal se shair ki sujan, gathiya rog aur isse hone wale jodo ke dard ko dur karne mai kiya ja raha hai. • Dill Benefits in Hindi: Anya Behtarin Fayde Inhe Bhi Jane • Soa mai flavonoids jaise jaruri tel ki matra hoti hai jo ki mahilao ke masik dharm ke chakra ko niyamit rup se banaye rakhne aur blood ke niyamit pravah ko badhava dene wale hormones ko badhane mai madad karti hai. • Soa ke beej aur pattiyo mai anti-bacterial aur anti-oxidant gun hote hai. Yeh gun daant aur daadh mai lagne wale keede aur muh ke sankraman se bachane mai madad karta hai. • Sharir mai fungul infection ke karan pechish ki samasya hona aam bat hai. Isse chutkara pane ke liye soa ki pattiyo aur beej ka istemal kare.
  • 7. hrelate.com • Soa mai potassium, copper, manganese jaise khanij padarth hote hai jo ki sharir ki koshikao, uchh raktchap aur hriday ki dhamaniyo ki gati ko niyantrit karne mai madad karte hai. • Isme calorie ki bahut kam matra payi jati hai jo ki cholesterol ke leval ko kam karne mai madad karta hai. Sath hi isme kai prakar ke anti-oxidant, fiber, niacin jaise aavashyak tatv hote hai jo ki cholesterol ke star ko niyantrit karne mai madad karte hai. • Soa, hare rang ki sabjiyo mai gina jata hai. Iska hara rang, sharir ki prakriyao ko sakriya karne aur free radicals ko bahar nikalne mai madad karta hai jisse hriday rog aur cancer jaisi samasyao se bacha ja sakta hai. Upar aapne jana Dill Benefits in Hindi. Yadi aap bhi upar di gayi bimariyo se pareshan hai to aaj se hi apni dincharya mai soa ka istemal shuru kare aur rahe swasth.